Woh Tassavur Ka Aalam - Lyrical | Woh Pyaar Pyaar Pyaar | Udit & Alka | Aitraaz | Bollywood Hit Song

Bollywood Junction
Bollywood Junction
Woh Tassavur Ka Aalam - Lyrical | Woh Pyaar Pyaar Pyaar | Udit & Alka | Aitraaz | Bollywood Hit Song

Song Credits :
Singer(s) : Udit Narayan & Alka Yagnik
Music Director : Himesh Reshammiya
Lyricist : Sameer

Movie Cast & Crew :
Producer : Subhash Ghai,Rajoo Farooqui
Director : Abbas Mustan
Cast : Akshay Kumar, Kareena Kapoor, Priyanka Chopra, Amrish Puri, Annu Kapoor, Paresh Rawal

Song Lyrics :

Woh tassavur ka aalam
Woh dil-e-aashiqui
Woh diwaana mausam
Woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar pyaar

Woh tassavur ka aalam
Woh dil-e-aashiqui
Woh tassavur ka aalam
Woh dil-e-aashiqui
Woh diwaana mausam
Woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar pyaar

Woh mohabbat ke din
Woh ghadi woh palchhin
Woh chhalakta mausam
Baarishon ki rhimjhim
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar pyaar

Saanson ki woh hulchul
Woh mahekta aanchal
Baahon ke woh ghere
Zulf ka woh baadal
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar pyaar

Woh tera sharmaana
Woh nazar ka jhukna
Jaate jaate tera
Woh achaanak mudna
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar pyaar

Woh mere bin bole
Tera samajh lena
Woh ishaaron se hi
Baat sab keh dena
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar pyaar

Woh ladaayi jagde
Baad mein pachhtaana
Roothh ke woh jaana
Laut ke phir aana
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar pyaar

Woh tassavur ka aalam
Woh dil-e-ashiqui
Woh tassavur ka aalam
Woh dil-e-ashiqui
Woh diwaana mausam
Woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar pyaar
Woh pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar pyaar

#bollywoodsongs #kareenakapoorkhan #akshaykumar #hindisongs #alkayagnik
Show more
woh tassavur ka aalam akshay kumar kareena kapoor udit narayan alka yagnik aitraaz priyanka chopra vo tasveer ka aalam woh tassavur ka aalam full song woh tassavur ka aalam full song lyrics aitraaz songs aitraaz movie song alka yagnik udit narayan alka yagnik udit narayan ke gane alka yagnik udit narayan romantic song akshay kumar kareena kapoor songs akshay kumar kareena song tips official love songs hindi song bollywood romantic songs popular song