Bachy ki hoshyari ne dakuon ka plan chopat kar dia #comedyeffect

Kamran Team Official
Kamran Team Official
Bachay ne dakuon ka poora plan flop kar dia! 😂🔥

Dukan mein daka daalnay aaye thay, lekin bacha un se bhi do haath aagay nikla! 🧠⚡ Jab tak daku loot-mar mein busy thay, bachay ne bahar ja kar unki bike ki chabi hi gaip kar di! 🔑🏃‍♂️💨

Aakhir mein daku dukan loot kar bahar aaye toh chabi missing... ab dono aapas mein hi larnay lag gaye keh "Chabi teray paas thi ya meray paas?!" 🤣🤣

Aapko bachay ki yeh aqalmandi kaisi lagi? Comments mein zaroor batayein! 👇
Show more